skip to main |
skip to sidebar
Tab yaad tumhain main karti hoon.
Jab bojhal bojhal qadmoon sey
Sahil ki taraf main jati hoon
Tumhain saath main aksar paati hoon
Jab aati jati mojoon sey
be-rabt si baatain karti hoon
Tab yaad tumhain main karti hoon..
0 comments: