Usko fursat hi nahi waqt nikaly Mohsin,
Aisy hote hain bhala chahny waaly Mohsin?
Yaad k dasht mein phirta hon main nange paon,
Dekh tu aa ka kabi paaon k chaaly Mohsin,
Kho gai subho ki umeed, aur ab lagta hai,
Hum nahi honge, ka jab hon gy ujaaly Mohsin,
khaaq ko b nahin pohnchay ga koi Karbal ki,
Ab bhalay aik Jahaa'n Khoon mein naha lay Mohsin,
Hakim-e-waqt kahan ma kahan, adal kahan,
Ku na khalqat ki zubaan par laagaen taaly Mohsin,
Wo Jo aik shaks mataa-e-dil-o-jaan tha, na raha,
Ab bhala kon mere dard sambhaaly Mohsin.

0 comments: