TOP

wo khat kay purzay ura raha tha

wo khat kay purzay ura raha tha

hawaon main roop dikha raha tha

kuch aur bhi ho gaya numayan

main apna likha mita raha tha

usi ka iman badal gaya hai

kabhi jo mera khuda raha tha

wo aik din ik ajnabi ko

meri kahani suna raha tha

wo umer ker raha  tha meri

main sal apnay barha raha tha

0 comments:

Post a Comment