Sans lena bhi kesi adat hai
jiay jana bhi kia riwayat hai
koi adat nahi badan main koi
koi saya nahi hai ankhon main
paon be his hain chalte jatay hain
ik safar hai jo behta rehta hai
kitnay barson say kitni sadiyon say
jiyay jatay hain, jiyay jatay hain
adaten bhi ajeeb hoti hain
jiay jana bhi kia riwayat hai
koi adat nahi badan main koi
koi saya nahi hai ankhon main
paon be his hain chalte jatay hain
ik safar hai jo behta rehta hai
kitnay barson say kitni sadiyon say
jiyay jatay hain, jiyay jatay hain
adaten bhi ajeeb hoti hain
0 comments: