skip to main |
skip to sidebar
chalo ham man letay hain
muhabt or siyasat main
sab hi atwar jaiz hain
Ana ki jung main janan
ghalat bhi thek hota hai
magar ye jung kesi hai
tum hi meray mukabil ho
chalo ham jet ki khuwahish
tum hi pay war detay hain
dhanak kay pul pay chal kay
gagan kay par jatay hain
chalo ham har jatay hain
NIce yr