Na umang dil mein rahi koi
Na zehan mein koi sawaal hai
Ye jo gardishen hain hayaat par
Meri khwahishon ka kamal hai
Main ne kab kaha main haseen hon
Ya muhabbaton ka ameen hon
Meri guftagu mera aaina
Mera zoq meri misaal hai
Na zehan mein koi sawaal hai
Ye jo gardishen hain hayaat par
Meri khwahishon ka kamal hai
Main ne kab kaha main haseen hon
Ya muhabbaton ka ameen hon
Meri guftagu mera aaina
Mera zoq meri misaal hai
0 comments: