TOP

Ana ki qaid




Ana ki qaid se nikley muqabla tou karey 


Wo mera sath nibhaney ka hosla tou karey


Kabhi na totney wala hisaar ban jaon


Wo meri zaat mai rehney ka faisla tou karey

0 comments:

Post a Comment