TOP

Ajj bahut din baad

Ajj bahut din baad suni hai barish ki aawaaz


Ajj bahut din baad kisi manzer ne rasta rooka hai


rim-jhim ka malboos pahan ker yaad kisi ki aayi hai


Ajj bahut din baad achanak aankh yuhi bhar aayi hai

0 comments:

Post a Comment